सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

र्पेण्नादायक कहानी ६

  ak bahut hi sandar parsnalti wala beykti  bank me jaker bank manager se bola ki mujhe 6 month ke liye 20,000 Rs. ka lon chahiye. Manager ne use upper se niche take dekha our puchha, lon to mil jayega . Lenin apke pas kuchh girivi rakhane ke liye hai. To us admi ne bola... Ji mere pass ak marsidise car hai. Jise me girivi rakh sakta hu. Ye rahi usake sare documents . bank manager ne us documents ko leker achhe she check  kiya. Our puri tarah she santust hone ke bad use 20,000 Rs. Ka lon de diya. 6 month puri hone ke bad vah wapis aya. Our ate hi usane bank ka Sara lon chuka deya . our thoda bahut Jo interest ban raha tha  o bhi chuka diya. Phir vah apana car leker Jane laga. Parntu manager ne apane jigyasao ko kantrol nahi ker paya. Our puchh hi liya ki . me abatak ae  nahi samajh paya hu ki. Itani badi marsidise car ke malik ko itni chhoti si rakam ka lon lene ki kya jarurat pad gayi. Admi dhire se muskuraya our phir bola Apne puchha hai. To me bata ...

र्पेण्नादायक कहानी 5,प्रेणादयक कहानी 5

Kolambas ak saman nagarik tha.  Parantu usame adhabhut atmbiswas tha. Usane yah niskrsa nikala ki prithbi gol hai. Log usaki bate sun ker hasate the . Our usaki bato ko dharm ke birudh manate the.  Vahi kolmbas jab bharat ki khoj me likala. To usane America ka pata lagaya. Lekin jab vah bharat ke khoj ke liye raeana ho raha tha. Tab koi bhi navik usake sath jana nahi chahata tha. Kevaki esaki khoj me riks jyada lag raha tha.  Our marane ka chanses jyada lag raha tha.  Phir sath koun deta. Waha ke raja our rani ke kahane per kuchh log bahut muskil se taiyar huye. Tab jaker wanha se rawana huye the . Chalte Chalte mahine bit gaye per kahi bhi jamin ka tila dikhai nahi deya. Sathi navik jo Kolambas se dukhi the vah bigad gaye. Unhone jahaj ko chalana band ker diye our kolmbas ko jan se mar ne ki dhamki dene lage. Our bolane lage ki tumane ab chu bhi kiya to tumhari hatho me hathakadi laga ker jahaj ki kothadi me dal denge. Bahut samjhane ke bad navik kuchh our din m...

र्पेण्नादायक कहानी 4

Hi Dosto namskar . Ek our kahani mai lekar aap logo ke samane hajiar hu. Dosto a kahani ak kisan ke do beto ki hai jisame addbhut pyar ko dikhaya gaya hai . To Dosto jyada samay n lete huye mai sidha kahani per ata hu. Ak kisan tha. Jisake do bete the. Jisame bade bete ka do putre the. Our chhote walo sadi shuda tha. Per usake bachche nahi the. Dosto us  kisan ke dono beto me usake apane bibio kiwajah se o dono alag alag rahane lage . Sab gher khet ka batawara bhi kar lia. Per Dosto un dono bhaiyo ka pyar ak busare ke parti kabhi kam nahi hua. Ak din kya hua ki dono bhaiyo ka anajo ka galla kheto me hi pada tha. Our dono Bhaiyya rakhawali kar rahe the . tabhi bade Bhaiyya ne bola chhote Bhaiyya se ki tum jao gher se khana kha ker aao jav tak me tumhari anajo ke galla ko mai rakhawali kar raha hu. To chhote Bhaiyya ne bola thik hai. Our  wah chala gaya. Tabhi bade Bhaiyya ne socha ki mere to do hi bachche hai. MeRe liye to itane anajE jyada hai. Our do vori anaj apane...