सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

र्पेण्नादायक कहानी 5,प्रेणादयक कहानी 5

Kolambas ak saman nagarik tha.  Parantu usame adhabhut atmbiswas tha. Usane yah niskrsa nikala ki prithbi gol hai. Log usaki bate sun ker hasate the . Our usaki bato ko dharm ke birudh manate the.  Vahi kolmbas jab bharat ki khoj me likala. To usane America ka pata lagaya. Lekin jab vah bharat ke khoj ke liye raeana ho raha tha. Tab koi bhi navik usake sath jana nahi chahata tha. Kevaki esaki khoj me riks jyada lag raha tha.  Our marane ka chanses jyada lag raha tha.  Phir sath koun deta.
Waha ke raja our rani ke kahane per kuchh log bahut muskil se taiyar huye. Tab jaker wanha se rawana huye the . Chalte Chalte mahine bit gaye per kahi bhi jamin ka tila dikhai nahi deya. Sathi navik jo Kolambas se dukhi the vah bigad gaye. Unhone jahaj ko chalana band ker diye our kolmbas ko jan se mar ne ki dhamki dene lage. Our bolane lage ki tumane ab chu bhi kiya to tumhari hatho me hathakadi laga ker jahaj ki kothadi me dal denge. Bahut samjhane ke bad navik kuchh our din mahasager me jahaj chalane ko raji huye. Lekin wanha bhayanker lahare thi. Parantu kolmbas ke sath usake bigade huye sathi the.  Parantu kolmbas Ka sahara tha. Usaka atmbiswas.  Usaki akho me ek new duniya ka Sapna bhara hua tha. Etane samy me bahut se tufan aye jisaji vajah se jahaj ka ek part kharab ho gaya. Kuchh dur age jane ke bad ek kenraj dip ke 200 mil Paschim me jahaj bilkul kharab ho gaya mager kolmbas ka atmbiswas thoda sa bhi kam nahi hua. Our etani sari dikat hone ke bad bhi apane lachhy se pichhe nahi hata.
Kevaki usake samane usaka lachhy tha ,ashaye thi. Usake sahare vah age badata gaya. Our age Jane ke bad use ek jhadiya our Akash me chidiya udate huye dikhai deye. Phir jaker usaka sapna sach huya. Our 12th October, 1492 ko usane ek new duniya ke jamin per apna jhanda gad diya.


Dosto yah kahani aap KO kaisi lagi hame Jarur comments kare our achhi lage to share Karana ne bhule......

Thanks .....

टिप्पणियाँ