सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

र्पेण्नादायक कहानी ६

 
ak bahut hi sandar parsnalti wala beykti  bank me jaker bank manager se bola ki mujhe 6 month ke liye 20,000 Rs. ka lon chahiye.
Manager ne use upper se niche take dekha our puchha, lon to mil jayega . Lenin apke pas kuchh girivi rakhane ke liye hai. To us admi ne bola...
Ji mere pass ak marsidise car hai.
Jise me girivi rakh sakta hu. Ye rahi usake sare documents . bank manager ne us documents ko leker achhe she check  kiya. Our puri tarah she santust hone ke bad use 20,000 Rs. Ka lon de diya.
6 month puri hone ke bad vah wapis aya. Our ate hi usane bank ka Sara lon chuka deya . our thoda bahut Jo interest ban raha tha  o bhi chuka diya. Phir vah apana car leker Jane laga.
Parntu manager ne apane jigyasao ko kantrol nahi ker paya.
Our puchh hi liya ki . me abatak ae  nahi samajh paya hu ki. Itani badi marsidise car ke malik ko itni chhoti si rakam ka lon lene ki kya jarurat pad gayi.
Admi dhire se muskuraya our phir bola
Apne puchha hai. To me bata  hi deta hu.
Mujhe lon (karj) ki koi jarurat nahi thi  .
Mujhe laga ki name matra ke interest (byase) per apni car ko bank me chhod ker forren ( bidesh ) jaya ja sakata hai.
Esliye etane kam kiraye me car ko bhala our kaha surchhit chhod sakta tha.
Utter sun ker manager chouk rah gaya.
Kevki jasa usane socha tha. Vaisa kuchh bhi nahi tha .
Jabki yeh ek sakaratmak soch ka namuna tha . jise us admi ne rachnatmak tarike se hal kiya tha.

Ap ko bhi apane life me aisa sakaratmak soch ka namuna dikhana chahiya.
Kevki jab aap per log biswash karne lag jate hai. To apke sare asambhav kam sambhav ho jate hai.


Dosto yhe kahani ap ko kaisi lagi hame  jarur comments kare.........

Thanks for reading.....!

टिप्पणियाँ